Sam Bahadur, released in 2023, is an Indian Hindi-language biographical war drama that chronicles the life of Sam Manekshaw, India’s inaugural field marshal. Directed by Meghna Gulzar and co-written with Bhavani Iyer and Shantanu Srivastava, the film is produced by Ronnie Screwvala under the RSVP Movies banner. Vicky Kaushal takes on the lead role, sharing the screen with Fatima Sana Shaikh, Sanya Malhotra, Neeraj Kabi, Edward Sonnenblick, and Mohammed Zeeshan Ayyub. This article covers the best dialogues from the movie Sam Bahadur.
Top 15 Sam Bahadur Dialogues of Vicky Kaushal
1) Hum rahe ya na rahe, humari is vardi ka gaurav hamesha rahega.
2) Amritsar ki paidaish, biwi bambai ki hai,Delhi kaam karta hun, isse zyada Indian kya ho sakta hoon.
3) Soora so pehchaniye jo lade deen ke het,Purja purja kat mare kabhu na chaddhe khet.
4) Soldiers ki duty hai desh ki raksha ke liye dushman ki jaan lena.
5) There will be no move at all Sam is here.
6) Ek soldier ke liye uski jaan se zyada keemti hoti hai uski izzat, uski vardi, or ek soldier apni vardi ke liye jaan bhi de sakta hai.
7) Meri jung hai, mujhe aur mere soldiers ko isi ke liye training mili hai, aap rajneeti sambhaliye jiske liye apko training mili hai.
8) Tumhari jagah wahin hai Sam, apne jawano ke saath.
9) Mujhe politics main koi interest nahi…army hi meri life hai.
10) Tumhare command dene ke baad situation kaafi improve hui hai.
11) Badi mushkil se toh halat normal hue hain toh ise normal hi rehne dete hain.
Normal Minister? Mere soldiers don’t want normal minister, they want to win, and I want to win.
12) Pakistan army ke jawan border paar kar rahe hain. Kab batane wale the? Srinagar main Pakistani jhanda dekhne ke baad?
13) Agar who Srinagar take pohonch gaye, we will loose Kashmir.
14) Ek taraf hai China dusri taraf East Pakistan aur charon taraf problems.
15) Aaj ke baad koi bhi officer ya Jawan, mere written order ke bina apni post se piche nahi hatega aur main vo order kabhi nahi dunga.